Na Jane Kyu Tu Kyu Yaad Aata Hai, Tera Chahra Na Jane Kyu Pal Pal Najar Aata Hai, Mar Hi Jayege Jo Tum Na Mile, Tere Bina To Meri Saanson Ka Chalna Hi Bekar Najar Aata Hai
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.