Main Dar Raha Hoon Izhar Ke Anzam Se, Chahaton Ka Kaise Najara Wo Karen. Main Sochta Hoon Unki Nigahen Kuchh Kahen, Shayad Wo Sochte Hon Pahle Ishara Wo Karen.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.