Dariya Bana Diya Kabhi Pyasa Bana Diya, Mujko Banane Walo Ne Kya Kya Bana Diya. Dekha Na Tha Kabhi Tumhe Is Khyal Se, Ilzaam Jo Sar Pe Tumne Laga Diya…
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.