Jaane Se Pahle Mera Kasoor To Bataya Hota, Itna Hi Pyar Tha To Mujh Par Haq Jataya Hota, Hum Phir Palat Kar Lout Aate, Agar Kabhi Dil Se Wapas Bulaya Hota.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.