khuli ankho ka nazara ajeeb tha, jinake liye hum roz karte the duaa, vo kisi aur ka naseeb tha, zara dekhiye to hamari badnaseebi, ghar bhi jalta raha aur samandar bhi kareeb tha
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.