Har CHAND mile har SITARA mile, Har kadam par aapko sahara mile, Zindagi me kabhi akele na raho aap,.. Koi hum jaisa mile ya koi humse bhi pyaara mile.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.