Nafrt kabi na krna hum se, ye hum kabi na seh payein gy, ik bar keh dena hum se k zarorat nahi ab tumhari hum tumhri duniya se hans k chaly jaein gy...!
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.