Jaan kr bhi wo mujhe jaan na paaye,Kaha tha kbhi a ...

Shayari Wishes

By prasoon kumar | Added 13 Years Ago, Updated 10 Years Ago, 0 shares
Jaan kr bhi wo mujhe jaan na paaye,Kaha tha kbhi apna pr pehchaan na paaye,Bhula diya hume ya thi unki nazakat,Kyunki unki mehfil mai aaj phir naye mehmaan aye
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares