Zindagi m pal bhar ke liye hi sahi koi mila to hai,Na kare yaad hume na poche ansu koi parwah nahi,,Mere liye na sahi,,apne liye hi mujhe gale lagane wala mila to hai
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.