Chand ko Chahte hai Chandni ke Karan. Suraj ko Pujte hai Roshni ke Karan. Aap Yad Aate hai Aapki Muskan ke Karan. Khuda Kare Aap Muskurate Rahe Mere Karan..
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.