Toote hue DIL se kabhi Faryaad nahin karte, Aansu ...

Shayari Wishes

By JAYANT | Added 13 Years Ago, Updated 10 Years Ago, 0 shares
Toote hue DIL se kabhi Faryaad nahin karte,

Aansuon ko baha kar Sawaal nahin karte.
Jo kehna ho keh dena,

Magar yeh na kehna ke Hum Aapko yaad nahin karte...
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares