waday pay wo mere aetibar nahi karte hum zikre mohabbat sare bazar nahi karte darta hay dil un ki ruswaie se aur wo sochte hain hum un se piyar nahi karte
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.