Aaj uski mohabbat mein kuch kami dekhi, Chaand k ...

Shayari Wishes

By JAYANT | Added 13 Years Ago, Updated 10 Years Ago, 0 shares
Aaj uski mohabbat mein kuch kami dekhi,

Chaand ki chandni mein bhi kuch nami dekhi,

Udaas ho ke loat aaye hum apne ghar,

Uski mehfil jab gheron se jami dekhi.
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares