Waada karte hain dosti nibhaengy, Koshish karengy ...

Shayari Wishes

By JAYANT | Added 13 Years Ago, Updated 10 Years Ago, 0 shares
Waada karte hain dosti nibhaengy,
Koshish karengy kabhi na sataengy,
Agar ho jaye tera panga kisi Bhai se,
Bus phone kar dena wahin se bhag jaengy.
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares