Ashiq ne pucha khuda se "tune Dunia ko Pyaar ka dushman kyu bana diya", khuda hansa aur bola "ashiqo ne kaun sa mere sath achcha kiya hai, unhone to Yaar ko hi khuda bana diya."
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.