Kisi k "PYAR" ko bhulana na aya hume, Kisi k "DIL" ko dukhana n aya hume, Kisi ki "YAAD" me tadpna to seekh Liya ! Magar apni YAAD" me kisi ko tadpana na aya hume.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.