Karz Jindagi me chukana nahi hota, ehsan Jindagi me jatana nahi hota, bus Salamat rahe apni ye Dosti, kyonki ye wo Rishta hai jo kabhi purana nahi hota
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.