Zindgi guzar jaye par dosti kam Na ho. yaad hame rakhna chahe paas hum Na ho. Qyamat tak chalta rahe ye safar. Dua karo rab se ye rista kabi khatam Na ho...
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.