rishta to banta hai upar wale ki dunia me, hum to sirf nibana chahte hai, pata nahi dusre janam k bare me, par Dosti apki har janam me pana chahte hai.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.