Hatho me hai lakiren hazar, kisi me gum to kisi me khushiyan beshumar, na jane vo kaun c lakir hai yaar, Jisme likh diya khuda ne aap jaise Dost ka Pyar
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.