har mod pe nai Suruat ho sakti hai, kabhi bhi kahi par baat ho sakti hai, Mana ki bahut dur hai aapse... par aankhe band karo to mulakat bhi ho sakti hai.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.