taare kitne pyare lagte hain sang hamare chand to hai adhura akash mein sang na hon agar ye sare dekho to asman mein chamkile phool bikhre huye lagta hai phoolo mein bhi deep jal rahe
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.