Taare raat mein jagmagate hain subha ko jane kaha woh gum ho jate hain andhere mein asman ka rang woh dekhte hain neeli chadar par woh sare timtimate hain
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.