Jab kabhi mausam main khushboo bikhar jaye, jab kabhi chandni main raat nikhar jaye Jab kabhi bewajah hi dharkan machal jaye, to samaj lena k humne tumhe yad kiya hai
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.