Duniya ne mere ishq ko badnaam kar diya, Meri tamaam hasrato ko nakaam kar diya, Wo badan jo kabhi meri baaho ki janat tha, Us badan ko gair ke naam kar diya
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.