Jab koi khyaal dil se takrata hai, Dil na chaahkar bhi khaamosh rah jaata hai, Koi sab kuch kahkar pyaar jatata hai aur Koi kuch na kahkar bhi sab bol jata hai…
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.