Ham Aaj Shayar Hai Tumhe Shayari Banaya Dil Hamara Hai Magar Dilbar Tumhe Banaya Dukhi Hum Hai Magar Sukhi Tumhe Banaya Tere Pyar Ne Aaj Mujhe Kya Se Kya Banaya
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.