apko dil se salaam karte hai, Zindagi ko har lamha ...

Shayari Wishes

By kritika tripathi | Added 15 Years Ago, Updated 12 Years Ago, 0 shares
apko dil se salaam karte hai,
Zindagi ko har lamha aap k naam karte hai,
te aur baat hai ki aap se thoda door hai,
magar yaad toh hum aapko subah-shaam karte hai.
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares