Meri khamoshi ko jo na samjha mere lafzon ko kya samajh payega kis kadar chaha tujhe kya tu ye kabhi jaan payega sochti hun mili agr phir kabhi to kya tu mujhe pehchan payega..??
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.