Aksar takdeer k rukh Badal jatay Hain. Jazbat hn ...

Shayari Wishes

By JAYANT | Added 13 Years Ago, Updated 10 Years Ago, 0 shares
Aksar takdeer k rukh Badal jatay Hain.

Jazbat hn darmyan to faasle Simat jatay Hain

Chahat Ho Sachi to aisa B Hota Hai

Door jaane walay Phir laut Aatay Hain.
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares