jo kabhi nahi badle use imaan kehta h, jo kabhi pura na ho use armaan kehte h, jindgi bhale hi khali reh jaaye, par jo dil me bus jaaye use Jaan kehte hai...
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.