Todne k liye wada kiya nhi Jata, soch samajh k pyar kiya nhi Jata. Yakin karo, "Pyar" ho Ya "Dosti" Agar dil se ho to uske bina 1 pal b Jiya nahi Jata.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.