Kya maangu khuda se tumhe paane ke baad, Kiska karu intzaar tere aane ke baad, kyo kisi ke liye jaan luta dete hai log, Mujhe maloom hua tumhe paane ke baad…
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.