Zindagi mein kabhi to Hame yaad karoge, Mehfil mein nahin to tanhai mein fariyaad karoge, Humsa na mila na milega koi dost, tab apni kismat pe naaz karoge.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.