Aaj baarish main tum sang nahaana tha . Sapna ye mera kitna suhana tha . Baarish k katry jo tumhary honton par girty . Unhi katron ko apny honton sy uthana tha.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.