kaviyo ne kaha hai baato ki ada hai dosti, har gum ki 1 dawa hai dosti, sirf kami hai mahsoos karne walo ki, mahsoos karo to jameen par jannat hai dosti...
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.