Tuhara naam likh likh kr mitanaa bhul jati hun, tumhe yaad krti hun to bhulana bhul jati hun, bahut si aisi baaten hain mere dil me, mgr jab tumse milti hun to sunana bhul jati hun.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.