hume ashko se zakhmo ko dhona nhi aata, milti hai khushi to use khona nhi aata, seh lete hai har gum muskura kar, lekin log kehte hai hume rona nhi aata...
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.