din aate hai, din jate hai, kuch lamhe aapke bina guzaar nhi pate hai,, inhi lamho ko samet kar dekhu, to aap jaise payare sathi bahut yaad aate hai,...
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.