log kehte hai ki zami per kisi ko khuda nahi milta , shayad un logo ko dost koi tum jaisa nahi milta, kishmat walo ko hi milti hai paanah kisi ke dil me, yun her shaksh ko jannat ka pta nahi milta
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.