Dil hota hai nazuk,isey thukraya na karo. Jo apse pyaar kare,use rulaya na karo. kya meri hi farz hai apko yad karna, kabhi to ap hame yad kar liye karo...
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.