na woh sapna dekho jo toot jaye,na woh haath thamo jo chhoot jaye,mat aane do kise ko bhi itne kareeb,ki uske door jaane se insaan khud se rooth jaye..
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.