Kisi K Dil Pe Kya Guzri Koi Anjan Kya Jane, Pyar Kisko Khte H Ye Nadan Kya Jane, Uda K 7 Le Gaye Ghar Parindo Ka, Kaise Bane The Ghosle Ye Tufan Kya Jane.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.