Mein kaise jee lun tumse ruth k, Meri har saans wabsata teri yaad se hai, Mera tauluq juda hua hai kuch iss tarah tumse, Jaise insaan ka rishta apne aap se hai....
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.