Apno ne jo kia wo sab bhula diya, Gairon ko aazma ...

Shayari Wishes

By anjuuu | Added 13 Years Ago, Updated 10 Years Ago, 0 shares
Apno ne jo kia wo sab bhula diya,
Gairon ko aazma k me aaj bahut royee,
Me khan iss qabil k wo yaad krein,
Apna gum chupa k me aaj bahut royee...
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares