Me kaise bhul jaun un dosti ke lamhon ko, Wo guzre pal wapis lana bhi mushkil hai, Zara si baat pr aankhein bhigo kr baith jate ho, Tumhe to hal-e-dil sunana bhi mushkil hai....
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.