Kuch likhu me aj waqt ka takaja h,Dil ko mila jakhm abhi taja h,Gir padte hai ansu kuch likhne se pehle,Lagta h kalam me syahi kam,Mere dil me dard jyada hai.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.