ye barsaat aj mujhse kuch kah gayi aaj fir meri baho me uski kami rah gayi ek pal ke liye use chhua maine aur aj fir uski yaad baarsih mein pani ki tarah bah gayi
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.