rab ne sapne me kaha apne gamo ki yu numaish na kar apne naseeb ki yu azmaish na kar jo tera hai, tere paas khud aayega roz roz use paane ki khwahish na kar
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.