Ajnabi rahna par kisi ka intezar mat karna, Kisike pyar ke liye khud ko bekarar mat karna achha saathi mile to haath thaam lena par dikhave ke liye kisi se pyaar mat karna
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.